Bekhayali | Kabir Singh | Shahid Kapoor, Kiara Advani | Sachet Tandon
Bekhayali
Movie - Kabirsingh
Cast - Shahid kapoor, Kiara Advani
Singer - Sachet Tandon
Music - Sachet-Parampara
Lyrics - Irshad Kamil
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye..
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye.
Teri Nazdeekiyo
Ki Khushi Behisab Thi
Hisse Mein Fansle
Bhi Tere Bemisal Aaye.
Main Jo Tumse Door Hu
Kyun Door Main Rahu
Tera Gurur Hu Uun
Aa Tu Fansla Mita
Tu Khaawb Sa Mila
Kyun Khaawb Tod Du...
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Judai De Gaya Tu
Ye Sawal Aaye.
Thoda Sa Main Kafa Ho Gaya
Apne Aap Se
Thoda Sa Tujhpe Bhi
Bewajah Hi Malaal Aaye..
Hai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan
Kaise Jee Lu Bina Tere
Mere Ab Sabse Hai Ann-Ban
Bante Kyun Ye Khuda Mere..
Ye Jo Log-Baag Hai
Jungle Ki Aag Hai
Kyun Aag Mein Jalu
Ye Nakaam Pyar Mein
Khush Hain Haar Mein
Inn Jaisa Kyun Banu
Raatein Dengi Bata
Neendo Mein Teri Hi Baat Hai..
Bhoolun Kaise Tujhe
Tu Toh Khayalo Mein Sath Hai..
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye.
Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Aa Zamaane Aajma Le Ruthta Nahi
Faanslo Se Haunsla Ye Tutt’ta Nahi
Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa
Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi.
Thank You.
Tera Hi Khayal Aaye..
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye.
Teri Nazdeekiyo
Ki Khushi Behisab Thi
Hisse Mein Fansle
Bhi Tere Bemisal Aaye.
Main Jo Tumse Door Hu
Kyun Door Main Rahu
Tera Gurur Hu Uun
Aa Tu Fansla Mita
Tu Khaawb Sa Mila
Kyun Khaawb Tod Du...
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Judai De Gaya Tu
Ye Sawal Aaye.
Thoda Sa Main Kafa Ho Gaya
Apne Aap Se
Thoda Sa Tujhpe Bhi
Bewajah Hi Malaal Aaye..
Hai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan
Kaise Jee Lu Bina Tere
Mere Ab Sabse Hai Ann-Ban
Bante Kyun Ye Khuda Mere..
Ye Jo Log-Baag Hai
Jungle Ki Aag Hai
Kyun Aag Mein Jalu
Ye Nakaam Pyar Mein
Khush Hain Haar Mein
Inn Jaisa Kyun Banu
Raatein Dengi Bata
Neendo Mein Teri Hi Baat Hai..
Bhoolun Kaise Tujhe
Tu Toh Khayalo Mein Sath Hai..
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye.
Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Aa Zamaane Aajma Le Ruthta Nahi
Faanslo Se Haunsla Ye Tutt’ta Nahi
Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa
Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi.
Thank You.
Stay safe and stay tuned for more lyrics :)
Comments
Post a Comment